Carding Kya Hai Aur Carding Kaise Karte Hai

Thodi der ke liye Maan lo aapko iphone X ya samsung S9 jaisa smartphone online buy karna hai. So simple si baat hai aise phone purchase karne ke liye aapko 60,000 se 10,0000 ki amount chukani hogi. Par agar internet ya social site par koi aisa banda mil jata hai jo aapko kehta hai ki mai aapko Samsung S9 mobile sirf 25,000 me purchase kar ke duga. Voh bhi online shopping kar ke ekdam new branded smartphone with your home delivery. Yaha par har koi soch me pad jata hai ki yeh banda baat toh fayde ki kar raha hai. Par yeh kaise karega or kya yeh koi cyber crime hai ?

Carding Kya Hai Aur Carding Kaise Karte Hai (Credit Card Hacking)

Ha dost yeh bada Cyber crime hai jiske baare me aap Cyber Crime Ke Kanoon post me padh sakte hai. Ab aap soch rahe hoge ki saza toh us third party ko milni chahiye jisne yeh trick aapko bataya ! Lekin aisa nai hota kyu ki voh sab kuch aapke naam par hi kar ke aap ke hi ghar product bhej kar home delivery karvata hai. Jis vajah se cyber crime security waalo ko aapki online details or billing address mil jata hai aur aap fas jaate hai.

Facebook Par Aap ko Kai aaise group dekhne ko milege jaha carding se related baate hoti hai. 90 percentage waha fake carding hote hai jo Aap se advance lekar faraar ho jate hai. I mean bhag jate hai or Aap ko WhatsApp or Facebook Par block kar dete hai. 10 percentage carders janta ka kaam kar dete hai. par jaise Maine upar Bataya ki yeh ek crime hai or Aap Fas jate hai. kai baar log first deal me nahi faste Par Unhe iss lalach ki aadat lag jati hai or wo faste jarur hai. Toh aaiye ab detail me jante hai ki carding kya hai. carder kya hai aur carding se hacking kaise karte hai.

Carding Kya Hai (Meaning In Hindi)

  • Carding kya hai? Actually carding ek aise tarika hai jiska use online products ko free mein kharidne ke liye kiya jata hai. Carding ka use karke aap online kuch bhi free mein kharid sakte ho, Example ke liye agar aapke paas iPhone kharidne ke paise nahi hai toh aap carding ke raste jitne chahe utne iPhone kharid sakte ho woh bhi bilkul free ya kam price me.
  • Online shopping ke liye Carders smartly apne iss kaam ko anjaam dete hai woh apna I.P. address hide karke carding ko anjaam dete hai taki woh police se bach sake itna hi nahi woh apna name, email bhi aisa chunte hai jo credit card details se match hote hai woh aisa isliye karte hai taki kisi ko unpe doubt na ho aur woh aasani se aisa kar sake.
  • Ab me aapko totally process batata hu ki aakhir carding hota kaise hai? Sab se pehle Hackesr kisi ke credit cards ki informations churate hai fir us informations ko carder ko bech dete hai. Aur carder use jankari ke aadharit user ko Unke risk par online shopping kar ke deta hai. Iska naam credit card fraud se carding pada hai.

Carder Kya Hota Hai

  • Carder voh hai jo credit card ki information ka use kar ke usme se paise churata hai. Aur fir un paise se ya credit card se shopping karte hai. Carder sab se pehle churaye hue credit card information se online shopping karta hai fir online shopping hui product ko saste daam me Customer ke home address tak pahucha deta hai.
  • Matlab hota kya hai ki carder ke paas free jankari hoti hai jisase voh payment toh karta hai but kisi or ka credit card hota hai khud ka nahi. Fir kisi bhi ham jaise aam logo se deal karta hai or online product saste me de deta hai.

Hacker ATM Kaise Hack Karte Hai

Credit Card Se Information Kaise Churate Hai

Carder and hackers informations churane ke liye daily kuch na kuch naye tariko ka istemal karte hai.Jinme se kuch tarike aise hai – Sim cloning ki dwara credit card owner ka number prapt kar lete hai taki unko Apne mobile par OTP mil sake. Card ki information (Pin, CVC, Card Number, Card Name etc.) kisi ATM machine, swipe machine ya kahi se bhi masterly chura lete hai. Maine apni pichli post me bataya tha ki Kaise hackers is tarah sabhi choti choti informations chura kar Bank Account ya ATM Card hack kar lete hai.

Carding Kaise Karte Hai

  • Is tarah ka Carding fraud karna aasan nahi hai. Isme aap pakde bhi ja sakte hai. Yeh kaam vahi kar sakta hai jo hacking me master ho. Carding kaise hota hai or carding karne ke kose konse tarike hote hai voh sab me aapko bata deta hoon.
  • Sab se pehle hackers kisi bhi tarah se credit card ki information churate hai jaise ki Social site se, ATM machine se, Phishing method ka use kar ke etc. Fir information ko churane ke baad voh info ko carder ko bech dete hai ya khud hi use karte hai.
  • Ab carder Online shopping ke liye online bill payment karne ke liye ya phir online bitcoin kharidne ke liye churai hui credit card information ka use kar sakta hai.
  • Carding Jyada tar personal computer ya laptop se kiya jata hai. Computer me Shocks 5 Ya VPN use kiya jata hai. Aur Shopping jo kiya jata hai voh Mozilla Firefox se kiya jata hai.
  • Shocks 5 Aur VPN Kya Hai? Shocks 5 Or Vpn Se Carder Apna Jo location Hai woh Hide kar deta hai. Matlab Shocks 5 Ya vpn Use karne se Aap Kahanse Shopping kar rahe ho, konse computer se Shopping kar rahe ho vo sab Trace Nahi hoga.
  • (1) Firefox Me jake Pahle data clear Kiya jata hai. (2) Poxy & Ip Settings Change Kiya jatahai. (3) Shocks 5 Or Vpn Activate kiya jata hai. (4) Koi bhi Online Shopping site me Jake Shop kiya jata hai. (5) Delivery Address Apne Ghar Se Durme dala jata hai. Aur Delivery ki full info hata deya jata hai. Fir payment kiya jata hai.

Online Carding Fraud Se Kaise Bache

  • Carding ke liye sab se pehle carder ko informations churani padti hai so uske liye carder aapko kisi bhi tarah se fasane ki koshish kar sakta hai. Jaise ki jab bhi aapko koi fake phishing page send kare toh uspar login mat kare. Us page ki URL link dekh kar aap usse pehchan sakte ho. Jaise ki Flipkart ka page bataya hai toh uski link flipkart se match nai hoti hogi. For example flipyykaari.com
  • Agar aap Mall me ya kahi par bhi swipe machine ka use kar ke payment kar rahe hai toh dhyaan rakhe ki koi aapki information par nazar toh nai rakh raha hai na.
  • Apne password PIN ko update karte rahiya or apne credit card ki informations kisi ko bhi na bataye. Usse apne tak hi rehne dijiye.
  • Social site par agar aapse koi personal card ke bare me baat karta hai toh usse koi bhi jankari share mat kijiye. Ho sakta hai voh ek hacker ho !
  • Agar aapko aisa lag raha hai ki sim blocked ho gaya hai ya aapke sim ka number kahi dusri jagah par use ho raha hai toh iska matlab hai ki aapka sim clone ho chuka hai. Isliye turant telecome company ko inform kar dijiye Or apna original identity dikha kar Duplicate sim block karvaye.

Whatsapp Hack Kaise Kare

Toh yaha par hamare helpful post ka the end hota hai. Aur mujhe yakin hai ki aapko carding ke bare me puri jankari mil gayi hogi. Post ko social sites par share zarur kare. Milte hai apni next post mein tab tak Take Care !

DAWAiLAJ
Logo